========AASHAA============
feburary ki aik
hasseen shaam thi shaahid
bhaag raheein thein
baaddlloun ki tukkrriyaan be-tahaashaa
jaisey be-chain houn
appne ;prritamm; key leeye
bojhhall hawwaa key sarradd jhhounnkey
khaamoush fizza mein
aik tarrannamm sa
jaisey gaa rahey houn
koi millan ka geet
aor main khirrkki key jhharrounkoun sey
kuchh deikh rahaa thaa
kuchh souch rahaa thaa
kuchh khouj rahaa thaa
achannik aik dhoop si
niggaahoun key aas--paas
aik lammbba saa saaya
tha qarreeb merey
ghabbrra geya main
chakkrraa geya main
main ne pallkkein uthaayein
main ne nazzrrein millaayein
aankhoun hi aankhoun mein
toullaa main ney
dill-hi--dill mein tattollaa main ney
woh-hee marr-marrein jissamm
woh-hee aankhein
woh-hee zullffein
woh-hee gaal pey ;till;
kya deikh rahey ho ?
kya souch rahey ho ??
chounkkaa deeya mujhhey
kissi khannakktti aawaaz ney
jaisey ghoull deeya ho
kissi ne kaannoun mein ;rass;
yeh khuwaab nahin hai
yeh raat nahin hai
yeh baat nahin hai
main tummhaari hi aashaa hoon
uss ne baazzoo phaihlaaye
uss ne geissoo bhikhraaye
sheihed baaddal takkraaye
main deikh na sakka
main roukk na sakka
main toukk na sakka
woh dourri aaye
woh barrhti aayee
simmitt gayee woh
lippatt gayee woh
chippakk gayee woh
fir ik bijjlli koondi
jaisey choo lee ho koi nanggi ;taar;
khoon ki garrdish mein
fir teezzi aayee
barrhtti gayee aankhoun ki laalli
main ne haath barrhaaya
woh kuchh na boulli
main ne haath laggaaya
woh bil-kul na doulli
khaamosh thi woh
madd-hosh thi woh
fir uss ne baazzoo phaihlaaye
fir uss ne geissoo bikhrraaye
fir shaihad baadall takkraaye
dharti key seene par
fir chamm--chhamm barssa paani
jaisey piyaasi dharrti
cheihakk uth-thi ho
maih-hikk uth-thi ho
laih-hikk uth-thi ho
aor main khirrkki key jhharrounoun sey
kuchh deikh rahaa tha
kuchh souch rahaa thaa
kuchh khouj rahaa thaa
uss aashaa ko.......
uss aashaa ko.......
.......door iss falaqq key neechey
do piyaasey panchhee
jaisey kuchh ;gaa; rahey houn
jaisey kuchh kaih rahey houn
PREM AMMARR HAI......
PREM AMMARR HAI..........
=========N A A Z========